Afsanay - Talhah Yunus & Talha Anjum Lyrics
Singer | Talhah Yunus & Talha Anjum |
Song Writer | Talhah Yunus & Talha Anjum |
Afsanay Lyrics
Afsaanay ab likhta nahi huu,
Mai dunya ko dikhta nahi huu.
Mat pucho mai kitna sahi huuu,
Kiun ek jagah tikta nahi huuu,
Basar karte hain tere dil mai,
Asar hai tou shikwa kare kyun?
Zikar hota hai har mehfil mai
Woh chahtay par dikhta nahi hu
Afsaanay ab likhta nahi huu,
Mai dunya ko dikhta nahi huu
.Mat pucho mai kitna sahi huuu,
Kiun ek jagah tikta nahi huuu,
Basar karte hain tere dil mai,
Asar hai tou shikwa kare kyun?
Zikar hota hai har mehfil mai
Woh chahtay par dikhta nahi hu
If i were you and you were me,
I would forgive you jaise tu ho aik surang mein
Uske end mein tujhko roshni dikhi, thats how I see you,
Khud ko meri nazar se dekh,
If I were you and you were me,
Mein aisa toot'ta ke toot'tay hain taaray kya,
Wo aaj bhi hai muntazir mukhtasir aik
Mulaqaat ka, phir kabhi mil payein na,
Dil doobay aur manzil lagay dur bohot,
Urooj se zawaal dekhein hain noor bohot,
Na tere haath mein Zindagi aur na he maut,
Mere haath mein hai qalam, qallaa aur shauq,
Har khof se azaad kardo meri zaat ko,
Qismato se paak kardo mere haath ko,
Jis hisaab se rakha hai dil pe bojh mere,
Jaise karma peechay para hai haath do,
Gaanay gaye bohot, dil dukhaye bohot,
Na tumhein aye sharam, na humein aye maut,
Mein sane hu is minute, next minute i'm psycho,
Industry karay follow brands go where i go,
Ye mera flex nai hai life hai,
Send my cheque mujhay baat cheet nai chahiye,
I got bills, mard ke alag hotay qaiday,
Agar kamatay nai mard ho tum kaahay ke,
Future dikhta nai hai future is what I say,
Wo saath khayein kehna parta nai wo bhai thay,
I do or die for the gang,
Binna likhat parhat ke kiye huye hain ye muhaeeday,
Saal girah tab bhi khara tha mein mic pe,
Gawah yaar, rawadaar, mere saath,
Rahay sadda abaad ye awaaz,
I rap for a purpose, ye career aik cause,
You expect me to be perfect and i'm just full of flaws,
Kaise likhta hu ye verses, kya karta hu mehsoos,
Mein binna taj ka badshah got nothing to lose,
I'm crossing lines just to cancel out the booze,
Ab na dil se niklay arzu,
Jab se dil se nikli aaj tu,
Dil tha mera gosha e sakoon aik,
Kyun bana gayi hai isay bazaar tu
Afsaanay ab likhta nahi huu,
Mai dunya ko dikhta nahi huu.
Mat pucho mai kitna sahi huuu,
Kiun ek jagah tikta nahi huuu,
Basar karte hain tere dil mai,
Asar hai tou shikwa kare kyun?
Zikar hota hai har mehfil mai
Woh chahtay par dikhta nahi hu
Afsaanay ab likhta nahi huu,
Mai dunya ko dikhta nahi huu.
Mat pucho mai kitna sahi huuu,
Kiun ek jagah tikta nahi huuu,
Basar karte hain tere dil mai,
Asar hai tou shikwa kare kyun?
Zikar hota hai har mehfil mai
Woh chahtay par dikhta nahi hoon
Dil mai sawaal baray, biche hue jaal baray,
Meri misaal chalay, chahte saaray chaal chalen,
Thappar ye gaal pe, industry poori paalte rahay,
Laya kitaab jo tum khol ke sirf chaapte rahay,
Talway mere chaat te rahay, paisa nai, woh daat de rahay,
Dekhe nai halaat mere, yaaron ne jo khuaaab dekhay,
Pooray karu aaj ab is hath mai wo aag betay,
Paise mai wo baat nai jo izzat meri aaj betay,
Ye imtehaaan kesa, Sooraj nai par chaand dekha,
Likhari jaan leva, Urdu Rap ko saaans deta,
Kisse larrun jung sab waaqif hai ye Medaan mera
Rap meri jaan mai Karachi k liye jaan deraha,
Ye larkay likhtay mujhe dikhtay apne bars bhai,
Darta nai girnay se bas dunya se naraaz bhai,
Ainay ko torden yu jorrte alfaaaz bhai,
Lafz kese tolte jab bhaaari ye awaaz bhai,
Dil mera saaaf, mai industry ka woh raaz bhai,
Darte mujhse aaj bhi, shaheen ata baaz nai,
Bhai full pachaas, Talha jaanay khola hath nahi,
Kaghaz ko mai aag du, pichwaray inke rakh bhai,
Sarr apna nochrahay hum sote we bhi soch rahay,
Khuaabon mai bhi apno k khushi k ansu poch rahay,
I ain't a role model, aaj bhi on the road ay,
Underground ko laya mainstream walay shows mai,
Deal hoti close uthte sath mujhe hosh naii,
Industry mere lun pe par nai wo meri dost nai,
Rozi roti likhi ooper walay ne, afsos nai,
Darrte nai hum maut se, musaafir martay roz bhai,
I ask God, why you made fear?
Sab rona chahtay but we hate tears,
I'm never sober but I stay clear,
Samajh se baahir mai jese shakesepeare,
Arsay se khayi nai roti maa ki hath ki,
Taaron ko naam duuu tu dekh meri saadgi
Dushman ko bhi kaam duu, kese hogi barabarii
Log meri mehnat ka phal khana chahte aaj bhi,
Ye baaten nahi kaghazi, mai khud ko deta daat bhai,
Sach se dunya bhaagti, aur mai sirf sach ke sath bhai
Highest in the room mujh tak pohanchengay kia khaak bhai,
Har gaanay ki mai dhun, sirf beaton se karta baat ayy!
Afsaanay ab likhta nahi huu,
Mai dunya ko dikhta nahi huu.
Mat pucho mai kitna sahi huuu,
Kiun ek jagah tikta nahi huuu,
Basar karte hain tere dil mai,
Asar hai tou shikwa kare kyun?
Zikar hota hai har mehfil mai
Woh chahtay par dikhta nahi hu
Afsaanay ab likhta nahi huu,
Mai dunya ko dikhta nahi huu.
Mat pucho mai kitna sahi huuu,
Kiun ek jagah tikta nahi huuu,
Basar karte hain tere dil mai,
Asar hai tou shikwa kare kyun?
Zikar hota hai har mehfil mai
Woh chahtay par dikhta nahi hu
Comments
Post a Comment