Skip to main content

Posts

Showing posts with the label stebin ben song

Na Teri Galti - Stebin Ben & Aishwarya Pandit Lyrics

  Na Teri Galti - Stebin Ben & Aishwarya Pandit Lyrics Singer Stebin Ben & Aishwarya Pandit Music Ramji Gulati Song Writer        Kumaar Hum paas hai par saath nahi Jo dil ne chaahi woh baat nahi Hum paas hai par saath nahi Jo dil ne chaahi woh baat nahi Takdeeron ki hai khata Hai haathon ko di lakeeron ne saza Toota hai jo yeh khwaab to Nazrein yeh kehne lagi Na teri galti na meri galti Na teri galti na meri galti Jo bhi hua zindagi Na teri galti na meri galti Na teri galti na meri galti Ankh paani paani ae Ankh paani paani ae Ik din tutt jaani ae ishq yeh bhi Kacchi kahaani ae Ankh paani paani ae Ankh paani paani ae Ik din tutt jaani ae ishq yeh bhi Kacchi kahaani ae Seene mein kuch toota toota sa hai Dil hai dil ki dua hai Saanson se kuch rootha rootha sa hai Tu hai ya phir hawa hai Tha jo likha tha woh hua Phir kaisi naraazgi Na teri galti na meri galti Na teri galti na meri galti Jo bhi hua zi...

Teri Baat Aur Hai - Stebin Ben Lyrics in English

  Teri Baat Aur Hai - Stebin Ben Lyrics Singer Stebin Ben Music Sunny Inder Song Writer               Kumaar Main zameen tu aasmaan Tere aas paas bhi main hoon kahan Yeh fasle yeh dooriyan Inhein rab ne di hai manzooriyan Tu hai bangle gari wali Mere paas hai dil hai khaali Tera haal aur mere halaat aur hain Teri baat aur hai Meri baat aur hai Teri baat aur hai Meri baat aur hai Mere naseeb mein Tera naseeb nahi Chaand hai tu door ka Mere kareeb nahi Mere naseeb mein Tera naseeb nahi Chaand hai tu door ka Mere kareeb nahi Door se hi dekhun tujhe Dil hi dil mein chahun tujhe Bheege bheege mausam tere Aasuon se alam mere Tere baadal aur meri Barsaat aur hai Teri baat aur hai Meri baat aur hai Teri baat aur hai Meri baat aur hai Teri baat aur hai Meri baat aur hai Teri baat aur hai Meri baat aur hai