Skip to main content

Posts

Showing posts with the label Imran Hasmi famous song

Han Hasi Ban Gaye - Ami Mishra - Imran Hashmi

Hasi - Ami Mishra Lyrics Singer Ami Mishra Singer Ami Mishra Song Writer     Kunaal Verma Haan aa aa.. Haan hasi ban gaye Haan nami ban gaye Tum mere aasmaan Meri zameen ban gaye (Repeat once) Oo.aa…aa.. Haan hum badalne lage Girne sambhalne lage Jab se hai jaana tumhein Teri ore chalne lage (Repeat once) Har safar har jagah Har kahin ban gaye Maante thhe phir khuda Aur haan wahi ban gaye Haan hasi ban gaye Haan nami ban gaye Tum mere aasmaan Meri zameen ban gaye Pehchaante hi nahi Ab log tanha mujhe Meri nigaahon mein bhi Hai dhoondte wo tujhe (Repeat once) Hum the dhoondhte jisey Wo kami ban gaye Tum mere ishq ki Sar-zameen ban gaye Haan hasi ban gaye Haan nami ban gaye Tum mere aasmaan Meri zameen ban gaye (Repeat once) O.. aa…