Skip to main content

Posts

Showing posts with the label asim azhar song

Ishqiya ost lyrics in English - Asim Azhar Lyrics

  Ishqiya - Asim Azhar Lyrics Singer Asim Azhar Composer    Asim Azhar Song Writer       Asim Azhar, Hassan Ali, Raamis, Umer Sabar kiya, Dard sahaye Teri chokahat pay bethay rahy Bhoolay hum, Bhoolay tum Aur zamane ki sunntay gaye Meri tun y na sunni kabhi Kyun main tum ko pukaron Ansu bethay qaid palkoun pay Kasy in ko baahaon Ishqiya, Mene hain Main haara, Main haara, Main haara Tunay kaha jo, Mene kiya woh Ab kya gilaa hai tujhy Hum to howaye jogi Tasbhi teri kar hasil howa kya humay Tooti tasweeray kaisay Jorun main Jhutay dawaye Kaisay toolun main Ishq tha sacha Magar tum bejaan thy Kaash kabhi tu samjhta mujhy Deehmeeh deehmeeh aahaty teri Aj bhi dayen sadayen Parh jo zakham dil main chupay Bhatye kaisay inko mitayeee… Ishqiya, Mene hain Main haara, Main haara, Main haara Ishqiya, Mene hain Main haara, Main haara, Main haara

Sassiyan Lyrics in English - Asim Azhar

  Sassi - Asim Azhar Lyrics Singer Asim Azhar Song Sassi Song Lyrics Sassiyan punnu di sassiyan Teriyan ve me tan teriyan Sassiyan punnu di sassiyan Teriyan ve me tan teriyan Oh.. dekho kesay aye Haye... dil me wo samaa jaye Haye! Kisi ke sath na aye Haye! Jab aanchal lahraye Haye! Aye baharein tujhe se oh jana Pochoon pata tera Lagti hai ke rani Kia hai teri kahani Duniya ko dikha de na han... han... Sassiyan punnu di sassiyan Teriyan ve me tan teriyan Sassiyan punnu di sassiyan Teriyan ve me tan teriyan Saasiyan....sassiyan Aye rangon ka mausam Jab aye tu nazron mein Thora sa karam kar meri jaan Khushboo teri jesay ho Sahera me phool khilein ho Sohna jora paa ke meri jaan Aye baharein tujhe se oh jana Pochoon pata tera Lagti hai ke rani Kia hai teri kahani Duniya ko dikha de na han... han... Sassiyan punnu di sassiyan Teriyan ve me tan teriyan Sassiyan punnu di sassiyan Teriyan ve me tan teriyan Sassiyan..... ...

Tasveer - Lyrics in English - asim azhar

  Tasveer - asim azhar Lyrics Singer asim azhar Singer Qasim Azhar Song Writer     Imran Raza Tasveer Song LYRICS Chahein deed teri Naino ki aadat buri Chahein deed teri Naino ki aadat buri Tum the woh ajnabi Thhey samne lapata Jitna miltey gaye Hotey gaye tum juda Akhiyon ne kheenchi koi Aur tasveer teri Ranjheya bhoolta hai Aur koi heer teri Akhiyon ne kheenchi koi Aur tasveer teri Ranjheya bhoolta hai Aur koi heer teri Dard ki jheel ka paani Woh kiya pee liya Jab se tera nahi Dil na kisi na raha Palke chhu ke gira Bichra yoon aansu mera Palke chhu ke gira Bichra yoon aansu mera Lamha ruk woh gaya Jis pal tha tu rubru Dhoka dil ko hua Lagta tha tu hubahu Akhiyon ne kheenchi koi Aur tasveer teri Ranjheya bhoolta hai Aur koi heer teri Akhiyon ne kheenchi koi Aur tasveer teri Ranjheya bhoolta hai Aur koi heer teri Dard ki jheel ka paani Woh kiya pee liya Jab se tera nahi Dil na kisi na raha Tune zor...

Galat Fehmi Lyrics in English - Asim Azhar

 Galat Fehmi - LYRICS Song name: Galat Fehmi Singer: Asim Azhar & Zenab Fatima Sultan Composer: Azaan Sami Sultan & Saad Sultan Lyrics: Shakeel Sohail LYRICS Raigaan hai wafa yahan Raaigan... Sayibaan, jo laga tha kabhi wo faraib-e-nazar asmaan Ab sharafat nahi Yeh rivayat nahi baaki Ho kisi ki qadar Aesi aadat nahi baaki Aesa nahi kahin koi hai Ghalat fehmi jo bani hai Khoya nahi apna pan Ehsaas ki raah chuni hai Tarasti hain nigahain meri takti hain raahain teri sun kabhi aahain meri Yeh kese main bataon tujhey soti nahi ankhain meri kat-ti nahi raatain meri K khuahishon pe khuabon ki barishain azabon ki kahan gai dhoop mere hisse k sawabon ki K dard bharey naalon pe kar karam sawalon pe Q sitam hai tera tere chahney walon par Tarasti hain nigahain meri takti hain raahain teri chaihiye panah teri Yeh kese main bataon tujhe Soti nahi ankhain meri Kat-ti nahi ratain meri [Music] Dhal nahi jaatey Pal nahi jaatey Doobti hain sansain...