Skip to main content

Posts

Showing posts with the label Raafay Israr

Wajah Kia Thi - Lyrics | Raafay Israr

  Wajah Kia Thi - Lyrics | Raafay Israr  Wajah Kia Thi is a romantic ballad with beautiful lyrics dedicated to all th e broken hearts. Composed, written and sung by Raafay Israr, Wajah Kia Thi features Noor Hassan and Azekah Daniel. Song Information Singer: Raafay Israr Starring: Noor Hassan and Azekah Daniel Composer: Raafay Israr Lyrics: Raafay Israr LYRICS Hum ko itna satanay ki wajah kia thi Haath mujhse churanay ki wajah kia thi Janay walay mujhko ye tum bata jatay Ye khalish bhi dil ki tum mita jatay Chorna tha yun tanha jo raahon mein Humsafar phir bananay ki wajah kia thi Haath mujhse churanay ki wajah kia thi Janay walay mujhko ye tum bata jatay Ye khalish bhi dil ki tum mita jatay Torna tha yun jab mere khwabon ko Meri palkon pe sajanay ki wajah kia thi Haath mujhse churanay ki wajah kia thi Tere zakhmon ne mujhe Tere zakhmon ne mujhe Chain se jeenay na dia Bewafai ne teri barbaad kia Humko itna satanay ki wajah kia thi Haath mujhse churanay ki wajah kia thi