Naam Reprise (Sad Version) - Tulsi Kumar Lyrics Singer Tulsi Kumar Singer Nirmaan Music Millind Gaba Song Writer Jaani Bhul gaye woh din kyu re jaani Kyu woh shaam bhi bhul gaye Pehle toh bhule mujhko sanam tum Phir mera naam bhii bhul gaye Je kuch v nahi yaad tenu Aaja ve maar de mainu Mera ki dasde kasoor Kyu hoya mere kolo durr Pehli baari, humne piya tha Pila k woh jaam bhi bhul gaye Pehle toh bhule mujhko sanam tum Phir mera naam bhii bhul gaye Haal humara, tere bin o yaara Haal hai apna aise Nikal kar paani se machli koi re Tadapti hoti hai jaise Ve raat o raat zindagi cho kad de Haye rab kare tenu v koi chadh de Mera ki dasde kasoor Kyu hoya mere kolo durr Haye! Rehna hume yaad karte kaha tha Yeh chota sa kaam bhi bhul gaye Pehle toh bhule mujhko sanam tum Phir mera naam bhi bhul gaye
Get lyrics to all the old and new songs|english songs|hindi songs|pakistani songs| in Urdu, Hindi, English, Roman Urdu