Skip to main content

Bansuriya Ab Yehi Pukare Lyrics in English - Balmaa

 

Bansuriya Ab Yehi Pukare - Kumar Sanu & Asha Bhosle Lyrics




Song Details
Singer

Kumar Sanu & Asha Bhosle
Music Nadeem- Shravan
Song Writer        Sameer
 Movie                  Balmaa


Song Lyrics

Balma balma balma
Balma balma balma
Balma balma balma
Balma balma balma
Bansuriya abb yeh hi pukare
Aa balma nadiya ke kinare
Bansuriya abb yeh hi pukare
Aa balma nadiya ke kinare
Teri aankho se nindiya churaunga
Tere hontho se laali udaunga
Bansuriya abb yeh hi pukare
Aa balma nadiya ke kinare
Tujhe sanso me apni basaungi
Tujhe apni nazar mein chhupaungi
Bansuriya abb yeh hi pukare
Aa balma nadiya ke kinare


Aankhe bichhaye baithi thi
Dilbar ki chah mein
Kab se khadi thi main
Yaha chahat ki rah mein
Tune jo di saja toh main
Tere pas aa gaya
Dooniya bhulake main
Sanam tujhme sama gaya
Diwani ho gayi thi main tere pyar mein
Bechain ho rahi thi main tere intzaar mein
Tere intzaar mein tere intzaar mein
Bansuriya abb yeh hi pukare
Aa balma nadiya ke kinare
Balma balma balma
Balma balma balma


Aa ja karib aa mere tujhko karar du
Baho me teri pyar ke lamhe gujar du
Hai aarju yahi meri tere samane rahu
Kehani hai jitni bat main tujhse woh sab kahu
Mere sath hai too sathiya har ik hal mein
Khoya rahu hamesha main tere khayal mein
Tere khayal me tere khayal mein
Bansuriya abb yeh hi pukare
A balma nadiya ke kinare
Teri aankho se nindiya churaunga
Tere hontho se laali udaunga
Tujhe sanso me apni basaungi
Tujhe apni nazar mein chhupaungi
Bansuriya abb yeh hi pukare
Aa balma nadiya ke kinare
Bansuriya abb yeh hi pukare
Aa balma nadiya ke kinare
Bansuriya abb yeh hi pukare
Aa balma nadiya ke kinare
Bansuriya abb yeh hi pukare
Aa balma nadiya ke kinare.



Comments

Popular posts from this blog

Kadi Te Has Bol Ve - Atif Aslam Lyrics In English

  Kadi Te Has Bol Ve - Atif Aslam Lyrics Singer Atif Aslam Song Writer  Ahsan Pervaiz, Atif Aslam Sare Raste Jane Lage Tere Ore Dor Jtna Bhi Jaye, Dil Chahay Tujhe Aur Tu Jy Mle, Dil Ay Kaway Rehnna Nahi, Main Bin Tare Jahre Vi Sade, Wichore Parey, Puul Ja Sare Mere Kolon Tu Lukaya Na Ker Eanj Mayno Sataea Na Ker Aj Sare Dukh Sukh Bol Ve KADI TE HAS BOl VE NA JIND SADI ROL Ve KADI TE HAS BOl VE NA JIND SADI ROL Ve Ve Aaja Dil Janea Ve Ker Meherbanian Na Dukhan Vich Rol Ve Na Jind Sadi Rol Ve Na Jind Sadi Rol Ve Sare Chand Sitare, Tere Rah Pe Rakh Diye Bhool Ke Iss Jahan Ko Tere Chah Main He Jyea Bin Tere Hun Guzara Nahi, Tere Tu Hona Koi Pyara Nahi Karda Aye Galan Her Koi Hun Tere Bare Jhota Nahi Main , Sun Te Sahi Pera Nahi, Dil De Te Sahi Na Awain Rahwan Wich Rol Ve Na Jind Sadi Rol Ve Kadi Te Has Bol Ve Na Jind Saadi Rol Ve Ve Aaja Dil Janea Ve Ker Merherbanian Na Dukhan Vich Rol Ve Na Jind Sadi Rol Ve Na Jind Sad...

Gumaan Lyrics in English - Young Stunners

  Gumaan - Young Stunners Lyrics Singer               Young Stunners  Produced By    Jokhay Gumaan Lyrics Maafi talaafi ki kaafi par aayi kaam nae Ji aap wo leti mera naam nae Pills pop, i let the weed smoke Sometimes just talking does not make the pain go Tu hee aag tu he uspe parti baarish Mein wo khaali haveli jiski tu akeli waaris Tu hee chaaon, tu hee dhoop, rangon ke saat roop Tu jitni khoobsurat uss se kahee’n zyada duur Mein likhna chor dun jo tere baare Mein qalam torr dun aur tu siyaahi mein basa reh Hansa rahey zamaane ko khud se pareshaan Wo parhti thi kitaabein mein parhta hun insaan Insaan bhi kya cheez hai Aik mein wafa nae aur dusre ko wafa ki umeed hai Insaan bhi kya cheez hai Mein kal guzra phir udhar se tou yaad agayi chiz aik Tera number nae hai you left the city and you’rе gone Baat karne ko hai bass ye microphonе Wohi kaghaz, wohi qalam, lehje sakht, dil naram Badd bak...

Mann Mayal OST lyrics in English - Tere naal me laiyan akhiyan

  Tere Naal Kyun Laiyaan Akhiyaan (Mann Mayal OST) - Quratulain Balouch & Shuja Haider Lyrics Singer Quratulain Balouch & Shuja Haider Music MAD Music Song Writer       Shuja Hyder Song Lyrics Akhiyaan.. Akhiyaan.. Yaar De Vede Aayi Tup Tup Galiyan Labde Phira Mai Tenu Mal Mal Akhiyaan Maahi Mai Tenu Samjhwan Ki Tere Naal Kyun Laiyaan Akhiyaan Tere Naal Main Laiyaan Akhiyaan Tere Naal Kyun Laiyaan Akhiyaan Beparwa Main Tere Ishq Vich Bandhiyaan Bas Tera Mukhdaa Dissay Baaki Tey Main Andhi Haan Maahi Main Tenu Samjhawan Ki Tere Naal Kyun Laiyaan Akhiyaan Tere Naal Main Laiyaan Akhiyaan Tere Naal Kyun Laiyaan Akhiyaan Tohmat Tumharay Ishq Ki Aodh Li Chaadar Ki Tarha Bheega Kiye Wajood-E-Hum Aap Jo Barse Baadalon Ki Tarah Dil Me Andher Hai Shikwon Ka Dher Hai Teri Deewani Hue Tera Qasoor Hai Chhote Se Dil Nou Samjhawan Ki Tere Naal Main Laiyan Akhiyan Tere Naal Kyun Laiyan Akhiyan Tere Naal Kyun Laiyan A...