Chor Bazari - Neeraj Sridhar and Sunidhi Chauhan Lyrics
Singer | Neeraj Sridhar and Sunidhi Chauhan |
Music | Pritam , Salim-Sulaiman |
Song Writer | Irshad Kamil |
Chorii… chorii
Chh chorrii
Chor bazari do naino ki
Pehle thi aadat jo haat gayi
Pyar ki jo teri meri
Umar aaye thi woh kaat gayi
(Chori)
Duniya ki tho fikar kahan thi
Teri bhi ab chinta ghat gayi
(chori… cho chorri)
Tu bhi tu hai, main bhi main hu
Duniya sari dekh ulat gayi
Tu na jane main na janu
Kasie sari bath palat gayi
Ghatni hi thi yeh bhi ghatna
Ghathe ghathe lo yeh ghat gayi
Haan… Chor bazari do naino ki
Pehle ki aadat jo haat gayi
Chorii… chorii
Chh chorrii
(Taarif teri karnaaa
Tujhe khone se darnaa
Haan bhool gaya ab tujhpe
Din mein chaar daffa marna) – 2
Pyaar tumhari utri sari
Bathon ki badli bhi chat gayi
Hum se mein pe aayi aise
Mujhko toh main hi main kat gayi
Ek huye the do se dono
Dono ki ab rahe batt gayi
(Chh chorrii)
(Chhorrri)
Ab koi fikar nahin
Gum ka bhi zikar nahin
Haan… hota hun main jis raste pe
Aaye khushi wahin
Aazad hun mein tujh se
Aazad hai tu mujhse
Haan.. jo jee chahe jaise chahe
Karle aaj yahin
Laj sharam ki choti motti
Jo thi dori woh bhi kat gayi
Chauk chawbare gali mohale
Khol ke mein sare ghonghat gayi
Tu na badli mein na badala
Dilli saari dehk badal gayi
Ek minute mein duniya daari
Ki mein sari samajh nigal gayi
Haan rang biranga pani pe ke
Seedhi sadi kudi bigad gayi
Dekh ke mujho hasta gaata
Saad gayi yeh duniya saad gayi
Chorii… chorii
Chh chorrii
Chorii… chorii
Chh chorrii
Comments
Post a Comment